2 lines sad shayari
Sad shayari is a type of poetry that is written to express sadness. It is a very popular form of poetry in India and Pakistan, and is often used to express the pain of love and loss. Sad shayari can be very beautiful and moving, and often contains a lot of emotion.
Â
Â
Spread the Love :Â
हिंदी शायरी दो लाइन , Two Line Sad Shayari In Hindi..
Text Image Shayari

yeh baat aur hei ki,humne tumhe kabhi kaha nahi…
magar iska matalab nahi ki, humne tumhe caha nahi..!!!
Tere na hone se bas itni see kami rahati hai,
Mai laakh muskurau aakho me nami se rahati hai…
Â
Â


Teri khushi ki khaatir mainne kitne gumm chhipaye,
Agar main har baar rota to tera shahar doob jaata….
Likhna to tha ki hum khush hai uske bina magar,
Aasoo nikal pade kalam uthaane se pahele..

Mohobaat hone mei kuch lamhe lagte hei…
poori umar lagg jaati hei usse bhoolane mei….
Begaana humne nahin kiya kisiko,
Jiska dil bharata gaya vo hamien chhodta gaya.


Dekhli teri eemanadaari ye dil 💔,
Tu mera aur fikrr kisi aur ki.
Kaun chaahata hai khud ko badalnaa,
Kisii ko pyar to kisi ko nafrat badal deti hai.


Raaz zaahir na hone do to ek baat kahoon ,,,
Main dheere- dheere tere bin mar jaoonga …!!
Â
Tamasha na bana meri mohabbat kaa,
Kuch toh lihaaz kar apne kiye vaadon ka.
Â
Dard ki bhi apni ek ada hai,
Ye to sahne vaalon par hi fida hai.
Â

tere na hone se bss itni si kami rehti hei,,
mei lakh muskurauu akho mei nami si rehiti hei.
sad shayari

Likhna toh tha ke hum kush hei uske bina magar ,
aashu nikal pade kalam uthane se pahle…
Aankh 😢 khulte hi yaad aa jaata hain tera chehara..,
Din ki ye pahli khushi bhi kamaal hoti hai…! – sad shayari
Jisake liye tod di menne saari sarahadien..
Aaj usi ne kahe diy zara had mein raha karo.. — sad shayari
Â

Dekh li teri eemanadari ye dil,
tu mera aur fikar kisi aur ki…

Accha hoon, tabhi to bura hu.– sad Shayari

Kisi ka dil todnae se pehele soch lena , bari apki bhi aayegi.- sad shayari

Ek baat manoge meri chod do uski fikaar karna jo kisi aur ka ho chuka hai.–Â Â Â sayariworld

Akele reh jate wo log, joh dil ke sache hote hai. – sayariworld
Sadness is a part of life. It is something that we all experience at one point or another. And while it may not be pleasant, it is a necessary emotion that helps us to process difficult life events.
One way to cope with sadness is to express it through poetry. Shayari is a form of Urdu poetry that is particularly well-suited to conveying the emotions of sadness and despair. Shayari often uses dark and melancholic themes, making it the perfect outlet for those who are feeling down.
If you’re feeling sad, why not try writing some shayari of your own? It can be a cathartic experience, and you may just find that your words resonate with others who are going through the same thing.